Sir Muhammad Iqbal , widely known as Allama Iqbal was an Indian poet , philosopher and politician , as well as an academic , barrister and scholar in British India. who is widely regarded as having inspired the Pakistan Movement.
Allama Iqbal Quotes
ہزار کتب خانہ ایک طرف اور باپ کی نگاہ ملتفت ایک طرف۔
Hazar kutab khana aik taraf aur baap ki nigah multafat aik taraf.
زندگی وہ فرحت ہے جس میں خودی کوعمل کے بے شارمواقع ملتے ہیں موت اس کا پہلا امتحان ہے یہ دیکھنے کے لیے کہ اسے اپنے اعمال کی شیرازہ بندی میں کتنی کامیابی ہوئی۔
Zindagi woh farhat hai jis ma khudi ko amal k beshumar muwaqeh miltey hain mout is ka pehla imtehan hai ye dekhny k lye k issey apney ahmaal ki sheraza bandi ma kitni kamyabi hui. Allama Iqbal Quotes In Urdu
یاد رکھیں !! علم چار چیزوں سے حاصل ہوتا ہے ! اول : تاریخ ، دوم : مطالعہ سوم : کائنات ، چہارم : وحی۔
Yad rakhein!! Ilm chaar cheezon sy hasil hota hai! Awwal tarikh, doom: mutalha, soom: kahinaat, chahram: wahi.
مومن ریشم کی طرح نرم اور فولادکی طرح سخت ہوتا ہے۔
Momin raisham ki trah narm aur folad ki trah sakht hota hai.
قطرہ سمندر میں مل کر فنا ہو جا تا ہے اور میں قطرہ رہبر سمندر بننا چاہتا ہوں۔
Qatra samundar ma mil kar fanna hu jata hai aur ma qatra rahbar sumandar banna chahta hun.
عالم قلم پر چلتا ہے اور صوفی قدم پر۔
Aalam qalam pr chalta hai aur soofi qadam pr.
انسان قدرے مختار ہے قدرے مجبورلیکن جب اس ہستی کی طرف چلا جو کاملا مختار ہے تو زندان جبر سے آزاد ہو جا تا ہے۔
Insan qadr e mukhtar hai qadr e majboor lakin jab is hasti ki taraf chla jo kaamla mukhtar hai tu zindan jabbar sy azad hu jata hai. Allama Iqbal Quotes In Urdu
مذہبی زندگی تین قسم کے ادوار سے گزرتی ہے !! اول : ایمان جہاں انسان ہر چیز کو بے دلیل لیتا ہے ۔ دوم : دورفکر ۔سوم : معرفت ۔
Mazhabi zindgi teen qisam k adwar sy guzarti hao!! Awwal eman jahan insan har cheez ko be daleel leta hai, doom. Door fikar. Soom, mahrfat.
مسلمان کے لیے جائے پناہ صرف قرآن پاک ہے ۔ قرآن پاک کوصرف پڑھا نہ کرو سمجھا بھی کرو۔
Muslman k lye jae panab sirf quran pak hai.. quran pak ko sirf parha na karo samjha bhi karo.
مہمان نوازی پیغمبروں کا خاصہ ہے اور فقر کی پہلی منزل کسب حلال ہے۔
Mehman nawazi paighambron ka khasa hai aur fiqar ki pehli manzil kasb e halal hai.
علم کی جستجو جس رنگ میں بھی کی جاۓ عبادت ہی کی ایک شکل ہے۔
Ilm ki justajoo jis rang ma bhi ki jae ibadat hi ki aik shakal hai.
مصیبت ایک عطیہ خداوندی ہے تا کہ انسان پوری زندگی کا مشاہدہ کرلے۔
Museebat aik atya khudawandi hai ta k insan pori zindgi ka mushaida kar ly. Allama Iqbal Quotes In Urdu
قلب کی فطرت ہی ایسی ہے کہ وہ محبت سے رام ہوسکتا ہے مخالفت اور عداوت سے نہیں۔
Qalb ki fitrat hi eysi hai k woh muhabbat raam hu sakta hai mukhalfat aur adawat sy nahi.
عشق رسول دین بھی ہے دنیا بھی اس کے بغیر انسان نہ دین کا رہتا ہے نہ دنیا کا۔
Ishq rasool deen bhi hai dunya bi hai, is k bagheir insan na deen ka rehta hai na dunya ka.
زندگی کا راز یہی ہے کہ جہاں رہو جس حال میں رہو خوش رہو مطمئن رہو۔
Zindagi ka raz yehi hai k jahan rahu jis haal ma rahu khush rahu mutmahin rahu.
کام میری نگاه میں ایسا ہی مقدس ہے جیسے عبادت۔
Kaam meri nigah ma aysa hi muqaddas hai jasey ibadat. Allama Iqbal Quotes In Urdu
یقین ایک عظیم قوت اور انصاف ایک بیش بہا خزانہ ہے اور صبر ایک عظیم سعادت ہے۔
Yaqeen aik azeem quwat aur insaf aik baish baha khazana hai aur sabar aik azeem sahadat hai.
آجکل تعلیم زیادہ ہے اورعلم کم جبکہ پہلے زمانے میں علم زیادہ تھا اور تعلیم کم۔
Ajkal taleem zyada hai aur ilm kam jab k pehly zamaney ma ilm zyada tha aur tahleem kam.
انسان کو ہمیشہ یہ یاد رکھنا چاہیے کہ نیک عمل کبھی ضائع نہیں ہوتا۔
Insan ko hamesha ye yad rakhna chahye k neik amal kabhi zaya nahi hota.
Allama Iqbal Poetry In Urdu
غلامی بہت بڑی لعنت ہے اور محکومی بھی۔
Ghulami buhat barhi lanat hai aur mahkoomi bhi. Allama Iqbal Poetry In Urdu
دل ایک ایسی چیز ہے جو امیر کے پہلو میں نہیں ہوتا۔
Dil aik eysi cheez hai jo ameer k pehly ma ni hota.
یاد رکھوحضورﷺ کا عاشق دنیا میں کبھی ذلیل نہیں ہوتا۔
Yad rakho Hazoor SAW ka aashiq dunya ma kabhi zaleel nahi hota.
زندگی موت کی ابتدا ہے اور موت زندگی کا آغاز۔
Zindagi mout ki ibtada hai aur mout Zindagi ka aghaz.
تم کامیابی اور ناکامی پر نظر نہ کرو اپنے مقصد تخلیق کو پہچانو اور جدوجہد کیے جاؤ۔
Tum kamyabi aur nakami par nazar na karo apney maqsad takhleeq ko pehchano aur jado jehad kye jao.
زندگی دوسروں سے قرض نہیں لی جاسکتی اسے خود اپنی روح کے اندر روشن کرنے کی ضرورت ہے۔
Zindagi dosron sy qarz nahi li ja sakti issey khud apni roh k andar roshan karney ki zarorat hai. Allama Iqbal Quotes In Urdu
جوشخص اپنی عظمت کے گیت گائے وہ کبھی عظیم نہیں ہوسکتا۔
Jo shakhs apni azmat azmat k geet gaye woh kabhi azeem nahi hu skta.
انسانی پیدائش کا مقصد تسخیر کائنات ہے۔
Insani pidaish ka maqsad taskheer kahinaat hai.
ایک بڑے استاد کی حیثیت سورج کی سی ہے جواپنی روشنی اور حرارت ہر چیز تک بے کم و کاست پہنچاتا ہے۔
Aik barhey ustad ki hasiat soraj ki si hai jo apni roshni aur hararat har cheez tak be kam o kaast punchata hai.
وہ گھر ہزار صدتحسین کے قابل ہے جس میں روزانہ صبح قرآن پاک کی تلاوت ہوتی ہے۔
Woh ghr hazrar sad tehseen k qabil hai jis ma rozana subah quran e pak ki talawat hoti hai.