40+ Hazrat Muhammad Quotes in urdu | Islamic quotes

We gather some of the best Quotes of hazrat Muhammad SAW about life.


Hazrat Muhammad ( S.A.W ) was the last Prophet and founder of Islam . He was . born around 571. AD in Makkah . ( now in saud – e – Arabia ) . His father died before he was born and he was raised first by grandfather and then his uncle . He belonged to a poor but respectable family of the Quraish tribe . We all should follow his teachings. Urdu Quotation gather some of the best Quotes of hazrat Muhammad SAW about life.

Hazrat Muhammad Quotes in urdu

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

فجر اور اشراق عصر اور مغرب اور مغرب اور عشاء کے درمیان سونے سے باز رہو ۔

Fajar aur ishraq asar aur maghrib aur maghrib aur isha ke darmyan soney sy baaz rahu.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

اپنی خامیوں پر غور کیا کرو اور توبہ کیا کرو ۔

Apni khamion par ghor kia karo aur toba kia karo.

اقامت اورازان کے درمیان گفتگو نہ کیا کرو ۔

Aqamat aur azaan k darmyan guftagoo na kia karo.

اللہ پاک نے جو دیا ہے اس پر خوش رہو ۔

Allah pak ne jo dia hai us par khush rahu.

 

برا کرنے والے کے ساتھ ہمیشہ نیکی کرو ۔

Bura karney waley k sath hamesha neki karo. Hazrat Muhammad Quotes In Urdu

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

غربت میں صبر کیا کرو ۔

Ghurbat ma sabar kia karo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

گداگروں کا پیچھا نہ کیا کرو ( مانگنے والے )

Gadagron ka peecha na kia karo (maangney waley).

اچھے کاموں میں دوسروں کی مدد کیاکرو ۔

Achey kamo ma dosron ko madad kia karo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

شیخی نہ بگھارو ۔

Shekhi na bagharo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

اکیلے سفر نہ کیا کرو ۔

Akeyley safar na kia karo. Hazrat Muhammad Quotes In Urdu

کسی کے بارے میں جھوٹ نہ بولو ۔

Kisi k barey ma jhot na bolo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

ایڑھیاں مار کر نا چلا کرو ایڑھیاں مار کر چلنا تکبر کی نشانیوں میں سے ہے ۔

Airhian mar kar na chla karo airhiyan mar kar chlna takabbar ki nishanion ma sy hai.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

منہ سے کھانا نکال کر نا کھاؤ ۔

Munh sy khana nikal kar na khao.

ٹھہر کر صاف بولا کرو تا کہ بات دوسرے پوری طرح سمجھ جائیں ۔

Thehr kar saaf bola karo ta k bat dosrey pori trah samajh jaen.

Best Quotes Of Hazrat Muhammad

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

کھانے کو سونگھا نہ کرو کھانے کو سونگھنا بد تہزیبی ہوتی ہے ۔

Khaney ko songha na karo khaney ko songhna badtehzebi hoti hai. Hazrat Muhammad Quotes In Urdu

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

دوست کو دشمن نہ بناؤ

Dost ko dushman na bnao.

بیت الخلاء میں بات نہ کیا کرو ۔

Bait ul khla ma bat na kia karo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

اندھیرے میں مت کھاؤ

Andherey ma mat khao.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

اپنے دانتوں سے سخت چیز مت توڑا کرو ۔

Apney daanton sy sakht cheez mat torha karo.

Hazrat Muhammad SAW k aqwal 

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

منہ بھر کے نہ کھاؤ کیونکہ اس سے معدے کی زمہ داری بڑھ جاتی ہے ۔

Munh bhar k na khao kyon k is sy mehdy ki zima dari barh jati hai. Hazrat Muhammad Quotes In Urdu

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

لکڑی کے کوئلے سے دانت صاف نہ کرو ۔

Lakrhi k koiley sy dant saaf na karo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

تم بائیں ہاتھ سے نہ کھاؤ ۔

Tum baein hath sy na khao.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

جوتے پہننے سے پہلے اسے جھاڑلیا کرو ۔

Jotey pehnny sy pehly isey jhaarh lia karo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

چلتے ہوئے بار بار پیچھے مڑ کر نہ دیکھو ۔

Chalty hue bar bar peechy murh kar na dekho.

Beautiful Hazrat Muhammad Quotes In Urdu

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

دوستوں کے بارے میں جھوٹے قصے بیان نہ کیا کرو ۔

Doston k barey ma jhotey qissey byan na kia karo. Hazrat Muhammad Quotes In Urdu

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

دوسروں کے عیب تلاش نہ کرو ۔

Dosron k aib talsh na karo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

ہاتھ کے کڑاکے نہ نکالا کرو ۔

Hath k karhakey na nikala karo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

نماز کے دوران آسمان کی طرف نہ دیکھو ۔

Namaz k doran aasman ki tarf na dekho.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

ان لوگوں کے درمیان نہ سوئیں جو سونے سے قبل باتیں کرتے ہیں ۔

In logon k darmyan na soen jo soney sy qabal batein karty hain.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

روزانہ کم از کم سو بار استغفار کیا کرو ۔

Rozana kam az kam so bar astaghfaar kia karo.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

کبھی غرور نہ کرو غرور ایک ایسی بری عادت ہے جس کا نتیجہ کبھی اچھا نہیں نکلتا ۔

Kabhi gharor na karo gharor aik aisi buti adat hai jis ka natija kabhi acha nahin nikalta.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

مہمان کی کھلے دل سے خدمت کرویہ عادت ہماری شخصیت میں کشش پیدا کرتی ہے ۔

Mehman ki khulley dil khidmat karo ye adat hamari shaksiat ma kashash paida karti hai.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

اپنے کھانے پر اداس نہ ہوا کرو یہ عادت ہمارے اندر ناشکری پیدا کرتی ہے ۔

Apney khaney par udaas na hua karo ye adat hamarey andar nashukri paida karti hai.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

ہمیشہ بیٹھ کر کپڑے تبدیل کرو ۔

Hamesha beth kar kaprhey tabdel karo.

Top Quotes of Hazrat Muhammad

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

گرم کھانے کو پھونک سے ٹھنڈا نہ کرو ۔

Garam khaney ko phonk sy na thandha karo. Hazrat Muhammad Quotes In Urdu

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

زیادہ نہ سویا کرو زیادہ نیند یاداشت کو کمزور کر دیتی ہے ۔

Ziada na soya kro ziada nend yadasht ko kamzor kar deti hai.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

فیصلے سے قبل مشورہ ضرور کرو اور مشورہ ہمیشہ سمجھدار کے بجائے تجربہ کار شخص سے کرنا چاہیے ۔

Faisly sy qabal mashwra zaror karo aur mashwra hamesha samajhdar k bjae tajarba kar shkhs sy karna chayey.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

رفع حاجت کی جگہ ( ٹوائلٹ )مت تھوکو ۔

Rafah hajat ki jgga (toilet) mat thoko.

40 Hazrat Muhammad SAW Quotes in urdu | Islamic quotes in urdu

بدبودار اور گندے لوگوں کے ساتھ نہ بیٹھا کرو ۔

Badbodaar aur gandey logon k sath na betha karo.

 

You might Also like:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *