45+ Deep Quotes In Urdu | Gehri Batain

Deep and wise quotes in urdu

Sometimes, it can be hard to find a meaningful quote that inspires you.
That’s why I’ve compiled a list of deep quotes In Urdu by famous people.
These quotes are all about life and happiness, and they provide a little wisdom to help you through your day.
Here are my favorite deep quotes in urdu with images and text.

Deep quotes in urdu

Deep and wise quotes in urdu

اگر میں حضرت محمد صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کے زمانے میں موجود ہوتا تو میں ان کے قدموں میں بیٹھ کر ان کے پاؤں دھوتا ۔

Agar ma hazrat Muhammad SAW ke zamaney ma majood hota tu ma un k qadmo ma beth kar un k paaon dhota. Deep Quotes In Urdu

Deep and wise quotes in urdu

صرف ایک ہی مذہب ہے جس کی میں عزت کرتا ہوں اور وہ اسلام ہے ۔ صرف ایک نبی ہے جس کی شان کا میں قائل ہوں اور وہ محمد ہیں ۔۔

Sirf aik hi mazhab hai jis ki ma izzat karta hun aur wo hai islam. Sirf aik nabi hai jis ki shan ka ma qahil hu aur wo Muhammad hain.

گالی کا جواب گالی اور طعنے کا جواب طعنے سے دینا ، انا کو تسکین دیتا ہے ۔ ، لیکن دماغ کو بنجر کر دیتا ہے ۔

Gaali ka jawab gali aur tahney ka jawab tahney sy dena anna ko taskeen deta hai lakin damgh ko banjar kar deta hai. Deep Love Quotes In Urdu

جس چہرے کے ساتھ ہم پیدا ہوتے ہیں وہ ہمارا انتخاب نہیں ہوتا مگر جس چہرے کے ساتھ ہم مرتے ہیں اسے تراشنے کے زمہ دار ہم خود ہوتے ہیں وہ ہمارے لفظوں خیالوں اور خوابوں کا عکس ہوتا ہے

Jis chehry k sath ham paida hitey hain wo hamara intakhab ni hota magar jis chehry k sath ham marty hai. Usey tarashney ke zimadar ham khud hotey hain wo hamarey lafzon khialon aur khawabon ka aks hota hai. 

Deep Quotes About Life In urdu

سانپ سے زیادہ انسان سے ڈرو کیونکہ سانپ اپنے دفاع کیلئے ڈستا ہے اور انسان اپنے مفاد کیلئے

Saanp sy ziada insan sy daro kyon k saanp apney dafah k lye dasta hai aur insan apney mafad k lye.

Deep and wise quotes in urdu

اگر خوش رہنا ہے تو دو چیزیں بھول جاؤ وہ برا سلوک جوکسی نے تمھارے ساتھ کیا وہ اچھاعمل جوتم نے کسی کے ساتھ کیا

Agar khush rehna hai tu do cheezein bhool jao wo bura salook jo kisi ne tumarey sath kia aur wo acha amal jo tum ne kisi k sath kia. Deep Quotes In Urdu

Deep and wise quotes in urdu

تم اتنے بھی مت گر جاؤ کہ تمہارے ماں باپ کی دی ہوئی تربیت پر لوگ انگلیاں اٹھانے لگ جائیں

Tum itney bi mat gir jao k tumarey bap ki di hui tarbiat par log unglian uthaney lag jaein.

ہم اس وقت بدترین زہنیت کا مظاہرہ کرتے ہیں جب کوئی گمراہ انسان راہ راست پر آنے کے بعد ہمیں نیکی کی تلقین کرے اور ہم اس کا ماضی لے کر بیٹھ جائیں

Ham is waqt badtaren zehniat ka muzahira kartey hain jab koi gumrah insna ra e rast par aaney k bad hamein neki ki talqeen karey aur ham us ka maazi ly kar beth jaen.

Sad Deep Quotes In Urdu

Deep and wise quotes in urdu

رشتوں کے بازار میں آج کل وہ لوگ ہمیشہ اکیلے ہی پائے جاتے ہیں جودل اور زبان کے صاف ہوتے ہیں

Rishton k bazar ma ajkal wo log hamesh akeyle hi pae jatey hain jo dil aur zuban k saaf hotey hain.


Deep and wise quotes in urdu

جڑناسیکھ رہا ہوں زمین پر جھکنا نہیں کیونکہ ڈالیاں کاٹ دی جاتی ہیں جڑ نہیں

Jurhna seekh raha hun zameen par jukna nahin kyon k daalian kaat di jati hain jarh ni.

اگر تو گناہ پر آمادہ ہے تو وہ جگہ تلاش کر جہاں تیرا خدا نہ ہو

Agar tu gunah par amaada hai tu wo jgga talash kar jahan tera khuda na hu.

Deep and wise quotes in urdu

اوروں کیلئے جیتے تھے تو کسی کو شکایت نہ تھی تھوڑا سا اپنے لیے کیا سوچ لیا زمانے کیلئے خودغرض ہو گئے

Auron k lye jeety thy tu kisi ko shakayat na thi thorha sa apney lye kya soch lia zamaney k lye khudgharz hu gy. Deep Quotes In Urdu About Life

Deep and wise quotes in urdu

دیمک اور انسان میں فرق صرف اتنا ہے ایک دیواریں کھڑی کرتا ہے ایک دیواریں گراتا ہے

Deemak aur insan ma farq sirf itna hai aik dewarein kharhi karta hai aik dewarein girata hai.

انسان کی روح کی اصل کیفیت غم ہے خوشی ایک عارضی شے ہے ۔ (علامہ اقبال)

Insan ki roh ki asal kafiat gham hai khushi aik aarzi shey hai. (Alama iqbal).

Deep Urdu Quotes

Deep and wise quotes in urdu

برداشت کرو تو بزدل ، سامنا کرو تو بد تمیز ۔ (افلاطون)

Bardasht karo tu buzdil , saamna karo tu bad tameez. (Aflatoon).  Deep Urdu Quotes

Deep and wise quotes in urdu

کچھ رشتے چھینک کی طرح ہوتے ہیں ادھر ختم ہوئے ، ادھر الحمد للہ پڑھ لی ۔

Kuch rishty cheenk ki trah hotey hain idher khatm hue , udr Alhamdulillah parh li.

بعض اوقات منظرغلط نہیں ہوتا عین ممکن ہے ہمارا انداز نظر ہی غلط ہو ۔ انداز نظر بد لیں ، منظر بدل جائے گا ۔ (رابعہ بصری)

Bahz auqat manzir ghalt ni hota ain mumkin hai hamara andaz d nazar hi ghalt hu. Andaz e nazar badlein , manzir badal jae ga.

Deep and wise quotes in urdu

عورت کی ایک خوبی ہے وہ محبت انسان سے شروع کرتی ہے ۔ اور خدا پر ختم کر دیتی ہے ۔

Aurat ki aik khobi hai wo muhabbat insan sy shru karti hai . Aur khuda par khatm kar deti hai. Deep Lines About Life In Urdu

Also Read:

Hazrat usman quotes in urdu

Deep and wise quotes in urdu

جب سایہ قد سے بڑا اور باتیں اوقات سے بڑی ہونے لگ جائیں تو سمجھ جائیں سورج غروب ہونے والا ہے ۔

Jab saaya qad sy barha aur batein auqaat sy barhi honey lag jaein th samajh jaein soraj gharoob ho ey wala hai.

Deep Quotes In Urdu Sms

Deep and wise quotes in urdu

جب تعلیم کا بنیادی مقصد نوکری کا حصول ہوتو معاشرے میں نوکر ہی پیدا ہوتے ہیں رہنما نہیں۔

Jab taleem ka bunyadi maqsad nokri ka asool hu tu mahshrey ma nokar hi paida hotey hain rahnuma ni.

Deep and wise quotes in urdu

حضرت علی سے پوچھا گیا کہ کیسے پتہ چلے گا کون کتنا قیمتی ہے ؟ فرمایا : جس میں جتنا زیادہ احساس ہو گا وہ اتنا زیادہ قیمتی ہو گا ۔

Hazrat Ali sy pocha gya k kasey pata chley ga kon kitna qeemti hai? Farmaya: jis ma jitna ziada ehsaas hu ga utna ziada qeemti hu ga.

Deep and wise quotes in urdu

اگر کچھ الگ کرنا ہے تو بھیڑ سے ہٹ کر چلو ، بھیڑ ہمت تو ضرور دیتی ہے مگر شناخت چھین لیتی ہے ۔

Agar kuch alag karna hai tu beerh sy hat kar chalo , bheerh himmat tu zaror deti hai magar shnakht cheen leti hai. Deep Quotes In Urdu

Deep and wise quotes in urdu

ان بے وقوفوں کو آزاد کرنا مشکل ہے ۔ جو اپنی زنجیروں کی عزت کرتے ہیں ۔

Un bewaqoofon ko azad karna mushkil hai jo apni zanjeeron ki izzat karty hain.

Deep and wise quotes in urdu

دنیا میں آنا آسان ہے لیکن اس سے چھٹکارا پانا مشکل ۔ (شیخ سعدی)

Dunya ma aana asaan hai lakin is sy chutkara paana mushkil. (Sheikh saadi).

Deep Quotes In Urdu One Line

Deep and wise quotes in urdu

تبدیلی آسان نہیں مگر ہمیشہ ممکن ہوتی ہے ۔ اپنی اصلاح کے لئے خود کو تبدیل کرتے ہو ۔ (براک اوباما)

Tabdeeli asaan ni magar hamesha mumkin hoti hai . Apni islah k lye khud ko tabdeel kartey hu. 

Deep and wise quotes in urdu

جس نے کبھی غلطی نہیں کی اس نے کبھی کوئی نئی بات تلاش نہیں کی ۔ (آئن سٹائن)

Jis ne kabhi ghalti ni ki us ne kabhi koi nai baat talash nahi ki.

Deep and wise quotes in urdu

انسان لوگوں میں اپنی تعریف اپنی زبان سے کرنا چاہتا ہے یہی اس کی بد تعریفی ہے ۔ (واصف علی واصف)

Insan logon ma apni tareef apni zuban sy karna chahta hai yehi us ki bad tahreefi hai. (Wasif Ali Wasif). Deep Quotes In Urdu

Deep and wise quotes in urdu

تو نفس کی تمنا کرنے میں مصروف ہے اور وہ تجھے برباد کرنے میں ۔ (حضرت شیخ عبدالقادر جیلانی)

Tu nafs ki tamanna karney ma masroof hai aur wo tujhey barbad karney ma . (Sheikh Abdul qadir jillani).

Deep and wise quotes in urdu

ساری لذت راستے کی ہے منزل کی نہیں ۔

Saari lazat rastey ki hai manzil ki nahin. 

Deep Quotes In Urdu About Love

Deep and wise quotes in urdu

عبادت وہاں نہیں پہنچاتی جہاں غم پہنچاتا ہے ۔ (واصف علی واصف)

Ibadat wahan ni punchati jahan gham punchata hai. (Wasif Ali Wasif).

Deep and wise quotes in urdu

کسی کی یاد میں جاگنے والا کبھی بدقسمت نہیں ہوسکتا کسی کے درد میں رونے والا دنیا کے ہزار غموں سے آزاد ہو جاتا ہے ۔ (واصف علی واصف)

Kisi ki yad ma jaagney wala kabhi badqismat nahin hu sakta kisi ke dard ma roney wala dunya ke hazar ghamon sy azad hu jata hai. (Wasif Ali Wasif).

Deep and wise quotes in urdu

بنا کتابوں کے جوعلم سیکھا جائے اسے زندگی کہتے ہیں ۔

Bina kitabon ke jo ilm seekha jae usey zindgi kehty hain. Deep Quotes In Urdu

Deep and wise quotes in urdu

یہ دنیا بھی عجیب ہے ، یہاں جو ٹیڑھاہواسے چھوڑ دیا جاتا ہے ، اور جو سیدھا ہو اسے ٹھوک دیا جاتا ہے ۔

Ye dunya bhi ajeeb hai , yahan jo terha hu usey chorh dia jata hai , aur jo seedha hu usey thook dia jata hai.

20210617 184213 compress93

تنہارہ لیں مگر اپنا معیارمت گرائیں غربت کے بغیر محبت کا کوئی وجود نہیں ۔

Tanha reh lain magar apna miyyar mat giraein ghurbat ke bagheir muhabbat ka koi wajood nahin.

Deep lines in urdu

Deep and wise quotes in urdu

ان لوگوں کے لئے کامیاب ہو جو تمہیں ناکام دیکھنا چاہتے ہیں ۔ (بل گیٹس)

In logon k lye kamyab hu jo tumein nakam dekhna chahtey hain.

Deep and wise quotes in urdu

انسان سے محبت و ہی کر سکتا ہے جس پر خدا مہربان ہو ۔ (واصف علی واصف)

Insaan sy muhabbat woi kar sakta hai jis par khuda mehrban hu. (Wasif Ali Wasif)

Deep and wise quotes in urdu

مشکلات کا پتھر تراشنے کے بعد جو ہیرا نکلتا ہے وہ کامیابی ہے ۔ (والٹ ڈیزنی)

Mushkalat ka pathar tarashney k bad jo heera nikalta hai wo kamyabi hai. (Waalt deezni)

Deep and wise quotes in urdu

بہترین بدلہ یہ ہے کہ تم انہیں اور زیادہ کامیاب ہو کر دکھاؤ ۔

Behtareen badla ye hai k tum inhein aur ziada kamyab hu kar dikaho. Deep Quotes In Urdu

Urdu Quotation is a website that brings you the famous quotes of people in urdu language. It also shares love quotes, sad quotes, attitude quotes and islamic quotes.

غلام قوم کے معیاربھی عجیب ہوتے ہیں شریف کو بے وقوف ، مکار کو چالاک ، قاتل کو بہادر اور مالدار کو بڑا آدی سمجھتی ہے ۔ (مولانا عبید اللہ سندھی)

Ghulam qoum ke mayyar bhi ajeeb hotey hain shareef ko bewaqoof, makkaar ko chalaak, qaatal ko bahadur aur maaldaar ko barha aadmi samajhti hai. (Maulana Ubaid Ullah sindhi)

Deep and wise quotes in urdu

کسی اور کی نقل کرتے ہوئے کامیاب ہونے سے بہتر ہے ۔ آپ اپنے آئیڈیا پر عمل کرتے ہوئے فیل ہو جائیں ۔

Kisi aur ki naqal kartey hue kamyab honey sy behtar hai. Aap apney idea par amal kartey hue fail hu jaein.

Gehri Batain

Deep and wise quotes in urdu

کامیابی کوئی حادثہ نہیں ہوتی ، کامیابی محنت ، مستقل مزاجی سیکھنے پڑھنے قربانی اورسب سے بڑھ کر جوکام تم کر رہے ہو اس سے پیار کرنے کا نام ہے ۔ (بل گیٹس)

Kamyabi koi hadsa ni hoti , kamyabi mehnat , mustaqil mazaji seekhny parhney qurbani aur sab sy barh kar jo kam tum kar rahe hu us sy pyar karney ka naam hai. (Bill gates)

Deep and wise quotes in urdu

ہر تاریک رات کے بعد صبح نے نمودار ہوناہی ہے اس لئے پر امید رہو ، الله پاک کو پر امید لوگ بہت پسند ہیں ۔

Har tareek rat k bad subah ny namodar hona hi hai is lye pur umeed rahu , Allah ko pak pur umeed log pasand hain. Gehri Batain

Deep and wise quotes in urdu

جیسا سلوک تو مخلوق خدا سے کرے گا ویسا ہی سلوک خدا تیرے ساتھ کرے گا ۔ (شیخ سعدی)

Jesa salook tu makhlook e khuda sy karey ga wesa hi salook khuda tere sath karey ga. (sheikh saadi).

Deep and wise quotes in urdu

آپ کردار ہی آپکی پہچان ہے ، اور ایک نام کے لاکھوں انسان ہیں ۔

Aap ka kirdar app ki pechan hai , aur aik naam k laakhon insan hain.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *