Best Quotes Of Heraclitus In Urdu Text

 

Heraclitus Quotes In Urdu

 

If you are looking for the quotes of Heraclitus in urdu then you jump at the right place.

Today We (Urdu Quotation) brings the top Heraclitus quotes in urdu for our readers. Read and share these quotes on social media.

Heraclitus Quotes In Urdu

 

Heraclitus Quotes In Urdu

بڑے نتائج کیلیئے بڑے عزائم کی ضرورت ہوتی ہے۔

Barhey nataij k lye barhey azaaim ki zarorat hoti hai.

 

Heraclitus Quotes In Urdu

ایک کتاب پڑھنے والا انسان دس ہزار نہ پڑھنے والے انسانوں سے بہتر ہے۔

Aik kitaab parhney wala insaan das hazar na parhney waley insano sy behtar hai.

 

Heraclitus Quotes In Urdu

جہالت کو بے نقاب کرنے سے اس کو چھپانا بہتر ہے۔

Jahalat ko be naqab karney sy is ko chupana behtar hai.

 

Heraclitus Quotes In Urdu

غصے کے خلاف لڑنا مشکل ہے ۔ کیونکہ آدی اس کے بعد خود سے انتقام لیتا ہے۔

Ghussey k khilaf larhna mushkil hai. Admi is k bad khud sy intaqam leta hai. Heraclitus Quotes In Urdu

Best Quotes Of Heraclitus In Urdu

Heraclitus Quotes In Urdu

سوچنا ایک اچھی عادت ہے اور نگاه فریب ہے۔

Sochna aik achi adat hai aur nigah faraib hai.

 

Heraclitus Quotes In Urdu

ہر چیز اپنے اندر راز رکھتی ہے۔

Har cheez apney andar raz rakhti hai.

 

Heraclitus Quotes In Urdu

ڈاکٹر بیمار کو کاٹنے کے بعد پھر ان سے ایسی خدمت کے لئے ناجائز فیس کا مطالبہ کرتے ہیں۔

Doctor bemar ko katney k bad phir in sy aysi khidmat k lye najaiz fees ka mutalba karty hain.

 

Heraclitus Quotes In Urdu

سب چیزیں بہتی ہیں ، کچھ بھی باقی نہیں رہتا، آپ ایک ہی دریا میں دو بار قدم نہیں رکھ سکتے ، کیونکہ پانی مسلسل بہتہ رہتا ہے۔

Sab cheezein behti hai kuch bi baqi ni rehta, ap Aik hi darya ma do bar qadam nahi rakh skty , kyon k pani musalsal behta rehta hai.

 

Heraclitus Quotes In Urdu

تمام چیزیں مخالف کے تصادم سے وجود میں آتی ہیں۔

Tamam cheezein mukhalif k tasadam sy wajood ma ati hain. Heraclitus Quotes In Urdu

 

Heraclitus Quotes In Urdu

اوپر اور نیچے کا راستہ ایک جیسا ہوتا ہے۔

Oper aur neechy ka rasta aik jesa hota hai.

 

Heraclitus Quotes In Urdu

میں آج جو بھی ہوں لائبریریوں نے مجھے بنایا ہے ، ایک پروفیسر نے بھی میری مدد نہیں کی ہے۔

Ma aj jo bi hun liabrarion na mujey bnaya hai, aik professor ne bhi meri madad nahi ki.

You Might Also like 👇
Conclusion:
If you like our then definitely comment down below. And share these quotes on social media with your friends.

Leave a Comment