15 Beti Quotes In Urdu 2023| Daughter Quotes

Daughters are revered as priceless gifts around the globe because they represent love, resilience, and future hope. Their presence brightens our life and inspires kindness and joy with their gentle presence. The essence of this unique relationship between fathers, mothers, and their cherished betis (daughters) is captured in Urdu, a language famous for its poetic beauty. In this article, we explore the rich body of Urdu literature and offer 15 heartwarming Beti quotes in urdu that honour the special and valued bond that exists between parents and their daughters.

Beti Quotes In Urdu

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

آپ اپنی بیٹی کو بیٹا کہہ کر بلا سکتے ہیں پر اپنے بیٹے کو بیٹی نہیں کہہ سکتے اس لیے بیٹیاں انمول ہوتی ہیں۔

Ap apni beti ko beta keh kar bula sakty hain par apney bety ko beti nahi keh sakty is lye betian anmol hoti hain.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

صورت سانولی ہو یا چاند جیسی ماں باپ کے لیے بیٹیاں پری ہی ہوتی ہیں۔

Sorat sanwli hu ya chand jesi…. Ma bap k lye betian pari he hoti hain.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

چیچ کر ہر ضد پوری کرواتا ہے اکلوتا بیٹا مگر بیٹیاں گزارا کر لیتی ہیں ٹوٹی پائل جوڑ کر۔

Cheekh ke har zidd pori karwata hai aklota beta… Magr betian guzara kar leti hain tooto payal jorh kr.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

بیٹی وہ خوبصورت پھول ہے جو ہر باغ میں نہیں کھلتا۔

Beti woh khobsorat phool hai jo har baagh ma nahi khilta.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

نصیب والوں کی پہلی اولاد بیٹی ہوتی ہے۔

Naseeb walon ki pehli aulaad beti hoti hai.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

ایک بیٹا قسمت سے ہوتا ہے پر ایک بیٹی خوش قسمتی سے ہوتی ہے۔

Aik beta qismat sy hota hai par aik begi khush qismati sy hoti hai.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

بیٹی کی ذات اگر رحمت نہ ہوتی تو حضور صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی اولاد کا سلسلہ بیٹی سے شروع نہ ہوتا۔

Beti ki zat agr rahmat na hoti tu hazoor SAS ki aulad ka silsala beti sy sharo na hota.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

بیٹیاں کھیلتے کھیلتے بڑی ہو جاتی ہیں پتا نہیں چلتا کب اُن کا کھیل ختم ہوا اور نصیب کا کھیل شروع ہوا۔

Betian khelty khelty barhi hu jati hain pta he ni chalta kab un ka khel khatam hua aur naseeb ka khel sharo hua.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

بیٹی کی قدر کریں بیٹیاں سب کے نصیب میں کہاں ہوتی ہیں گھر جو خدا کو پسند آجائے وہاں ہوتی ہیں۔

Beti ki kadr karein betian sb k naseeb ma kahan hoti hain ghr jo khuda ko pasand a jaye wahan hoti hain.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

بیٹیاں وہ نعمت ہیں جن کے استقبال کو اللہ کے محبوب صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم بھی اٹھ جاتے۔

Betian woh nehmat hain jin k istaqbal ko Allah k mehboon SAW bhi uth jatey.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

باپ اور بیٹی میں ایک چیز مشترکہ ہوتی ہے بہت پیار ہوتا ہے دونوں کو اپنی گڑیا سے۔

Bap aur beti ma aik cheez mushtariqa hoti buhat pyar hai dono ko apni gurhya sy.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

بیٹی جب “قبول ہے ” کہتی ہے تب دراصل وہ اپنا بچپن اپنا گھر اور کچھ خوابوں کو خدا حافظ کہہ رہی ہوتی ہے۔

Beti jab “qabool hai’ kehti hai tab darassal woh apna bachpan apna ghr aur kuch khuwabon ko khuda hafiz keh rahi hoti hai.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

ہر بیٹی کا باپ بادشاہ نہیں ہوتا پر ہر بیٹی اپنے باپ کے لیے شہزادی ضرور ہوتی ہے۔

Har beti ka bap badshah nai hota par har beti apney bap k lye shezadi zaror hoti hai.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

بیٹے اکثر باپ کی زمین بانٹ لیتے ہیں اور بیٹیاں باپ کا دکھ بانٹتی ہیں۔

Baitey aksar bap ki zameen bant laitey hain aur betian bap ka dukh bantti hain.

Beti Ka Naseeb Quotes In Urdu

کسی کی بیٹی کی زندگی خراب کرنا ایک قرض ہے جو ایک نہ ایک دن آپ کی بیٹی کو اپنی زندگی سے ادا کرنا پڑے گا۔

Kisi ki beti ki zindagi khrab karna aik qarz hai jo aik na aik din ap ki beti ko apni zindagi sy ada karna parhey ga.

Conclusion

Finally, the 15 Beti quotes in Urdu have helped us recognize and celebrate the significant influence our daughters have had on our lives.

These sayings poignantly express the love, adoration, and pride that parents have for their daughters, serving as a wonderful reminder of the special relationship that exists between parents and daughters.

The strength, resiliency, and grace that daughters possess have been brought to our attention by the potency of Urdu literature. These sayings serve as a timeless ode to daughters’ priceless contributions and inspire us to value and uplift the betis in our lives.

Let’s keep up the honoring and empowering of our daughters and make sure they are always aware of their immeasurable value in both our hearts and the world.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *